Thursday, October 12, 2006

Kya Hoon?

jaan thi tumhari eik din....aaj kya houn mai....kho gayi is duniya mai...ab kahan houn mai.....jahan tum ho wahan dhoondoun mai apne aap ko...kahan ho tum...dhoondoun mai apne khawab ko....kiun padh gayi parchaayi meri chand par....kiun rakh diya khanjar meri jaan par...phoolon se bhi poocha maine ...in hawaon mai bhi pukaara tumhe....na suni meri awaaz kisi ney...na suni yeh faryaad kisi ney....nadiyon ney bhi gaana chor diya..saagar ki lehre bhi khaamosh....kho diya apne aap ko....aap kho gayi hai hosh...na rahe asmaan key hum na rahe hum is dharti ki...na zinda hai yeh jaan ab na tere liye marti ha

No comments: